Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna Lyrics

in

"Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna" Song Details:

Album/Label: Adaa
Singer(s):Jagjit Singh
Composer(s):Jagjit Singh
Music Director(s):Jagjit Singh
Genre(s):Sad
Music Label:© Venus Records
Starring:Jagjit Singh, Chitra Singh

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna Lyrics – Jagjit Singh

Jab kisi se koi gila rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Samne apne aayina rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna

Yun ujalo se wasta rakhna
Yun ujalo se wasta rakhna
Shama ke paas hi hawa rakhna
Shama ke paas hi hawa rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna

lyricsbogie.com
Ghar ki tamil chahe jaisi ho
Ghar ki tamil chahe jaisi ho
Isme rone ki kuch jagah rakhna
Isme rone ki kuch jagah rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna

Maszide hain namazio ke liye
Maszide hain namazio ke liye
Apne ghar mein kahi khuda rakhna
Apne ghar mein kahi khuda rakhna

Milna julna jaha zaroori ho
Milna julna jaha zaroori ho
Milne julne ka hosla rakhna
Milne julne ka hosla rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna.

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.