Jab Se Hum Tum Lyrics

in

"Jab Se Hum Tum" Song Details:

Movie: Main Shadi Karne Chala (1962)
Singer(s):Kamal Barot, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s):Majrooh Sultanpuri
Composer(s):Chitragupta Shrivastava
Music Director(s):Chitragupta Shrivastava
Genre(s):Romantic
Director(s):Roop K. Shorey
Music Label:© Saregama
Starring:Manna Dey, Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi, Kamal Barot, Mukesh

Jab Se Hum Tum Lyrics – Kamal Barot, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

lyricsbogie.com
Jab se hum tum bahaaro mein
Ho baithe gum nazaaro mein
Jaise ye zindagi
Jaagi aankho ka khwab hai

Jab se ham tum bahaaro mein
Ho baithe gum nazaaro mein
Jaise ye zindagi
Jaagi aankho ka khwab hai

Milna hai to mile ek din ki rah ne
Afasana ban gaye deewane jiski chah
Mein milna hai to mile ek din ki rah ne
Afasana ban gaye deewane jiski chah
Mein deewane jiski chah mein
Afasane the isi din ke deewane the isi din ke
Jaise ye bekhudi jaagi ankho ka khwab hai
Jab se ham tum bahaaro mein
Ho baithe gum nazaaro mein
Jaise ye zindagi
Jaagi aankho ka khwab hai

Chahat ke naam ka chahat ka jaam hai
Maheki maheki nashili bhigi bhigi sham hai
Chahat ke naam ka chahat ka jaam hai
Maheki maheki nashili bhigi bhigi sham hai
Bhigi bhigi sham hai
Dhalti jhulfe ye nindo ki khulti palkhe umido ki
Jaise ye sham bhi jaagi ankho ka khwab hai
Jab se hum tum bahaaro mein
Ho baithe gum nazaaro mein
Jaise ye zindagi
Jaagi aankho ka khwab hai.

Jab Se Hum Tum Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.