Janam Diya Jis Maa Ne Lyrics

in

"Janam Diya Jis Maa Ne" Song Details:

Movie: Badi Maa (1974)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Indeevar
Composer(s):Mohammed Shafi Niyazi
Music Director(s):Mohammed Shafi Niyazi
Genre(s):Playful
Director(s):Ram Narayan Gabale
Starring:Usha Kiran, Purnima Razi, Surekha, Kamal Kant, Raj Shekhar, Dilip Raj, Jagirdar

Janam Diya Jis Maa Ne Lyrics – Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Unch nich ka pahiya
Karta nirdosho ko chur
O samaj ke theke daro
Yeh kaisa dastur
Chita ki lakdi tan ka dhacha
Dono jal kar rakh huye
Mukt huye wo pran ke jin par
Jurm tumhare lakh huye

Janam diya jis maa ne
Usne bhi upkar kiya
Usse badi maa wo hai
Jisne maa ka pyar diya

Is duniya mein sabko pyari
Apni hi santan hai
Begano ko apna mane
Uska pyar mahan hai
Janam diya jis maa ne
Usne bhi upkar kiya
Usse badi maa wo hai
Jisne maa ka pyar diya

Kichad mein ho ya kyari mein
Kichad mein ho ya kyari mein
Phul to aakhir phul hai
Kisi phul ko nich samjhna
Yeh mali ki bhul hai
Janam diya jis maa ne
Usne bhi upkar kiya
Usse badi maa wo hai
Jisne maa ka pyar diya

Jo na bigad kar ban sakti
Ho aisi koi baat nahi
Ek bhi dil mein jab tak mamta
Balak koi anath nahi
Balak koi anath nahi
Janam diya jis maa ne
Usne bhi upkar kiya
Usse badi maa wo hai
Jisne maa ka pyar diya.

Janam Diya Jis Maa Ne Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.