Janam Janam Kaa Saath Hai Lyrics

in

"Janam Janam Kaa Saath Hai" Song Details:

Movie: Bheegi Palkein (1982)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist(s):M. G. Hashmat
Composer(s):Jugal Kishore, Tilak Raj
Music Director(s):Jugal Kishore, Tilak Raj
Genre(s):Romantic
Director(s):Sisir Misra
Music Label:© Universal
Starring:Raj Babbar, Smita Patil
Release on:17th September, 1982

Janam Janam Kaa Saath Hai Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Janam janam kaa saath hai
Tumhara hamara tumhara hamara
Janam janam kaa saath hai
Tumhara hamara tumhara hamara
Agar na milate is jiwan
Me lete janam dobaara
Janam janam kaa saath hai
Tumhara hamara tumhara hamara

Agar na milate is jiwa
Me lete janam dobaara
Janam janam kaa saath hai
Tumhara hamara tumhara hamara

Jabase ghume dharati
Suraj chaand sitaare hoo
Jabase ghume dharati
Suraj chaand sitaare
Tabase meri nigaahe
Samajhe tere ishaare
Rup badal kar saajan
Maine phir se tumhe pukaaraa
Janam janam kaa saath hai
Tumhara hamara tumhara hamara

lyricsbogie.com
Pyaar ke pankh lagaa
Ke dur kahi ud jaaye
Pyaar ke pankh lagaa
Ke dur kahi ud jaaye
Jahaan hawaaye gam ki
Ham tak pahunch na paaye
Khushiyo ki khushbu se
Mahake ghar sansaar hamara

Janam janam kaa saath hai
Tumhara hamara tumhara hamara
Agar na milate is jiwan
Me lete janam dobaara
Janam janam kaa saath hai
Tumhara hamara tumhara hamara
Tumhara hamara tumhara hamara.

Janam Janam Kaa Saath Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.