Jigar Ka Dard Badhta Lyrics

in

"Jigar Ka Dard Badhta" Song Details:

Movie: Street Singer (1966)
Singer(s):Mohammed Rafi, Sharda Rajan Iyengar
Lyricist(s):Hasrat Jaipuri
Composer(s):Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s):Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Chandrashekhar
Music Label:© Saregama
Starring:David Abraham, Agha, Bela Bose, Chandrashekhar, Helen, Manmohan Krishna, Madan Puri, Keshav Rana, Sarita,K.N. Singh, Sunder
Release on:30th June, 1966

Jigar Ka Dard Badhta Lyrics – Mohammed Rafi, Sharda Rajan Iyengar

lyricsbogie.com
Kaha suraj kaha main ek jala
Kaha suraj kaha main ek jala
Sitaro se milaya ja raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai

Mohabbat ki kashti mein nadiya
Mohabbat ki kashti mein nadiya
Udashiya beeta ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai

Mujhe tumne kaha pahucha diya hai
Mujhe tumne kaha pahucha diya hai
Ke mujhse aasma sharma raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai

Nigaho se nigahe mil rahi hai
Nigaho se nigahe mil rahi hai
Mera dil hai ke jhuma ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai

Tere ehsan ka mara hua hu
Tere ehsan ka mara hua hu
Mujhe tum aur mara ja raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai
Nasha ulfat ka chaya ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai.

Jigar Ka Dard Badhta Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.