Jiska Man Ho Prem Ka Darpan Lyrics

in

"Jiska Man Ho Prem Ka Darpan" Song Details:

Movie: Raeeszada (1976)
Singer(s):Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Taj Daar Taj
Composer(s):Ravindra Jain
Music Director(s):Ravindra Jain
Genre(s):Love
Director(s):Raja Thakur
Starring:Ajit, Helen, Baldev Khosa, Shreeram Lagoo, Rakesh Roshan, Kanwar Ajit Singh, Vikram, Zarina Wahab
Release on:6th June, 1976

Jiska Man Ho Prem Ka Darpan Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
O bandar budhdhu anjana
O bandar budhdhu anjana pehchana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Beghar premi deewana
Mai to beghar premi deewana pehchana

Mai kaun kaha se aaya hu
Bhul bhi ja ye bat
Nahi aashiq ki hoti hai koi bhi jat
Nahi aashiq ki hoti hai koi bhi jat
Arey ha mai bin soche bin jane
Kaise de du hath me hath
Nahi nibhti mohabbat anadi ke sath
Nahi nibhti mohabbat anadi ke sath
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
O bandar budhdhu anjana
O bandar budhdhu anjana pehchana

O mai bahki bahki aahe hu pagle
Hosh dile zara rakho
Meri ungli pakad ke kalai na tham
Meri ungli pakad ke kalai na tham
Arey jo khud jalne ko bekal ho
Wo kyu soche anjan
Aaja kar de jawani jawani ke naam
Aaja kar de jawani jawani ke naam
Arey mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Beghar premi deewana
Mai to beghar premi deewana pehchana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
O bandar budhdhu anjana.

Jiska Man Ho Prem Ka Darpan Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.