Jiya Kare Lyrics

in

"Jiya Kare" Song Details:

Album/Label: Sandesa (1993)
Singer(s):Ali Haider
Release on:1st January, 1993

Jiya Kare Lyrics – Ali Haider

O jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak
Ankhiyon mein ankhiyan
Daal ke na tak
Ho jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak
Ankhiyon mein ankhiyan
Daal ke na tak
Ho jiya kare dhak dhak

lyricsbogie.com
Saare zamane se
Tumko churake
Saare zamane se
Tumko churake
Kholunga palkein
Main tumko chupake
Kholunga palkein
Main tumko chupake
Jiya kare jiya kare
Jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak
Ankhiyon mein ankhiyan
Daal ke na tak
Ho jiya kare dhak dhak

Raahi jo raahon
Mein saath chalega
Raahi jo raahon
Mein saath chalega
Jeene ka phir ehsaas rahega
Jeene ka phir ehsaas rahega
Jiya kare jiya kare
Jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak
Ankhiyon mein ankhiyan
Daal ke na tak
Ho jiya kare dhak dhak

Wadaa wafaa ka
Karoge kab humse
Wadaa wafaa ka
Karoge kab humse
Hota nahin intezaar kasam se
Hota nahin intezaar kasam se
Jiya kare jiya kare
Jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak
Ankhiyon mein ankhiyan
Daal ke na tak
Ho jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak
Ankhiyon mein ankhiyan
Daal ke na tak
Ho jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak
Ho jiya kare dhak dhak.

Jiya Kare Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.