Jo Jalwa Gahe Yaar Hai Lyrics

in

"Jo Jalwa Gahe Yaar Hai" Song Details:

Album/Label: Jahan-E-Khusrau (2007)
Singer(s):Shubha Mudgal
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Times Music
Starring:Shubha Mudgal

Jo Jalwa Gahe Yaar Hai Lyrics – Shubha Mudgal

lyricsbogie.com
Jo jalwa gahe yaar hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai
Ham jis jagah hai husn ki
Ham jis jagah hai husn ki
Manzil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai

Khud ko na dekhana hai
Tujhe dekhane ki shart
Khud ko na dekhana hai
Tujhe dekhane ki shart
Jo darmiya hijab hai
Jo darmiya hijab hai
Hayal yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai

Har zara dil fareb hai
Har zara dil fareb hai
Har jalwa janawaj
Har zara dil fareb hai
Har jalwa janawaj
Har gam pe gumah hai
Har gam pe gumah hai
Ke manjil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai

Halaki si ek mauje
Tabssum me bah gaya
Halaki si ek mauje
Tabssum me bah gaya
Jo bahere bekanar tha
Jo bahere bekanar tha
Woh dil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai

Abb har adaye husn pe
Hota hai yeh gumah
Abb har adaye husn pe
Hota hai yeh gumah
Jo lut le gaya hai
Jo lut le gaya hai
Mera dil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai

Dil mujhse keh raha
Hai tere dil ki baat bhi
Dil mujhse keh raha
Hai tere dil ki baat bhi
Aayina aayine ke
Aayina aayine ke
Mukabil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai

Dono jahan ko teri
Muhabbat me bhulana
Dono jahan ko teri
Muhabbat me bhulana
Ik bat yaad rakhane ke
Ik bat yaad rakhane ke
Kabil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai

Ai dosto jahin ko
Pehchanata hu main
Ai dosto jahin ko
Pehchanata hu main
Sabse alag jo sab me hai
Sabse alag jo sab me
Hai shamil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Woh dil yahi toh hai
Ham jis jagah hai husn
Ki manjil yahi toh hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Jo jalwa gahe yaar hai
Jo jalwa gahe yaar hai.

Jo Jalwa Gahe Yaar Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *