Kal Bhi Man Akela Tha Lyrics

in

"Kal Bhi Man Akela Tha" Song Details:

Album/Label: Asar (1990)
Singer(s):Manhar Udhas
Lyricist(s):Pandit K.Razdan
Composer(s):Pandit K.Razdan
Music Director(s):Pandit K.Razdan
Genre(s):Ghazal
Music Label:© T-Series

Kal Bhi Man Akela Tha Lyrics – Manhar Udhas

Kal bhi man akela tha aaj bhi akela hain

Jaane meri kisamat ne kaisa khel khela hain

lyricsbogie.com
Dhoondhte ho tum khusboo
Kagaze ghulabo mein
Dhoondhte ho tum khusboo
Kagaze ghulabo mein
Pyaar sirf milata hain aaj kal kitabon mein

Rishte naate jhoothe hain
Swath ka jhamela hain
Jaane meri kisamat ne kaisa khel khela hain
Kal bhi man akela tha aaj bhi akela hain
Kal bhi man akela tha aaj bhi akela hain

Zindagi ke mandap mein
Har khushi kawari hain
Zindagi ke mandap mein
Har khushi kawari hain
Kise maangne jaaye
Har koi bhikhari hain
Kise maangne jaaye
Har koi bhikhari hain

Zindagi ke mandap mein
Har khushi kawari hain
Kise maangne jaaye
Har koi bhikhari hain
Kehata ho ki aankho mein
Aansu o ka rela hain
Jaane meri kisamat ne kaisa khel khela hain
Kal bhi man akela tha aaj bhi akela hain
Kal bhi man akela tha aaj bhi akela hain

Jaane meri kisamat ne kaisa khel khela hain
Kal bhi man akela tha aaj bhi akela hain
Kal bhi man akela tha aaj bhi akela hain.

Kal Bhi Man Akela Tha Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.