Kar Liya Hain Lyrics

in

"Kar Liya Hain" Song Details:

Movie: House No. 13 (1991)
Singer(s):Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Lyricist(s):Yogesh Gaud
Composer(s):Enoch Daniels
Music Director(s):Enoch Daniels
Genre(s):Romantic
Director(s):Baby
Music Label:© Saregama
Starring:Salim Fateh, Leena Nair, Baby Vijaya, Anil Dhawan, Rita Bhaduri, Sharat Saxena, Syed Mustafa, K. Amar, Varalakshmi, Anand, Chakrapani, Radhakrishnan, Dilip Raj
Release on:16th August, 1991

Kar Liya Hain Lyrics – Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod

Kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Ab yahi hain
Hamara bhi irada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Pyar jab se tumhara
Jee aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hain kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge

lyricsbogie.com
Pehla pehla pyar hamara
Koi na isko lute
Rab ruthe ya duniya ruthe
Pyar na lekin chhute
Ab na yeh bandhan tute
Jeevan mein jo pyar na ho to
Jeene mein kya maza
Ho koi bhi mehboob na ho to
Jeena hain saza
Pyar jab se tumhara
Jee aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hain kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Ab yahi hain hamara bhi irada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge

Dil karta hain in hotho se
Hoth mein tere chhulu
Aa kar teri in baaho mein
Duniya ko mein bhulu
Gadi gadi sapno mein jhulu
Manie ab ye naam pe
Tere jeevan likh diya
Ho ab mera tu
Jab kuch bhi hain
Tera hain piya
Pyar jab se tumhara
Ye aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hai kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Ab yahi hai hamara bhi irada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge

Jab se nain mile hain tumse
Bojal ho gayi palke
Dekhu main jis aur jaha
Bhi rang nashile chhalke
Kali kali khilne lagi hain
Ho mausam ab to
Jhoom jhoom kar
Dene laga salam
Ho mujhko bhi
Har ek nazaara
Lagta hai naya
Pyar jab se tumhara

Ye aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hain kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Ab yahi hain hamara bhi irada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Pyar jab se tumhara
Ye aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hain kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge.

Kar Liya Hain Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.