Kehta Hai Mera Jiya Lyrics

in

"Kehta Hai Mera Jiya" Song Details:

Movie: Raja Bhaiya
Singer(s):Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s):Masti
Director(s):Raman Kumar
Music Label:© Universal Music
Starring:Govinda, Aarti Chabria, Kajal Chakraborty, Sadashiv Amrapurkar, Rakesh Bedi,
Release on:24th October, 2003

Kehta Hai Mera Jiya Lyrics – Sunidhi Chauhan, Udit Narayan

Kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Kehta hai mera jiya
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan
Mann me kya kar diya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya

Tan pe na haath laga
Mann mein na pyaas jaga
Are tan pe na haath laga
Mann mein na pyaas jaga
Bachpan se main hoon
Baal brahmachari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

lyricsbogie.com
Main kya karoon
Mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Haay main kya karoon
Mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Are tere liye daaktar ko bulaoon
Woh jo kahe woh
Dawa le ke aaoon
Bada naasamajh
Hai mera saathiya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya

Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Yeh rog mera bada khaas
Hai iski dawa bas tere paas hai
Are maan mera kehna
O kanya kunwari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Are kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan mann
Mein kya bhar diya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya
Bachpan se main hoon
Baal brahmachari
Chakkar chala
Kahin aur naari
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya
Are chakkar chala
Kahin aur naari.

Kehta Hai Mera Jiya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.