Kya Hua Kya Khabar Lyrics

in

"Kya Hua Kya Khabar" Song Details:

Movie: Chakma (1984)
Singer(s):Bappi Lahiri
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Bappi Lahiri
Music Director(s):Bappi Lahiri
Genre(s):Romantic
Director(s):N.N. Shukla
Music Label:© Saregama
Starring:Shashi Kapoor, Vinod Mehra, Sulakshana Pandit, Sarika, Shreeram Lagoo, Jeevan, Aruna Irani, Prem Chopra

Kya Hua Kya Khabar Lyrics – Bappi Lahiri

Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Tera ruth jana aur mera
Manana dono ka jabab nahi
Mera pyar toba tera gusa
Toba dono ka hisab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata

lyricsbogie.com
Todi si bat mein tu ruth jati hai
Sise ki gudiya jaisi tut jati
Todi si bat mein tu ruth jati hai
Sise ki gudiya jaisi tut jati hai
Teri adao ne teri jafao ne
Mujko ko bana diya hai diwana
Tera ruth jana or mera
Manana dono ka jawab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata

Mani hai ab tu kitni mushkil se
Milne do hash ke zara dil dil se
Mani hai ab tu kitni mushkil se
Milne do hash ke zara dil dil se
Mosam mastana hai
Pyar ka zamana hai
Aise mein phir kahi tu na ruth jana
Tera ruth jana aur mera
Manana dono ka jawab nahi
Mera pyar toba tera gusa
Toba dono ka hisab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata.

Kya Hua Kya Khabar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.