Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya Lyrics

in

"Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya" Song Details:

Movie: Teri Payal Mere Geet
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Hasan Kamal
Composer(s):Naushad Ali
Music Director(s):Naushad Ali
Genre(s):Mujra
Director(s):Rehman Naushad
Music Label:© Tips Music
Starring:Govinda, Meenakshi Seshadri, Naveen Nischol, Beena, Johny Lever, Kader Khan, Shakti Kapoor
Release on:17th December, 1993

Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya Lyrics – Lata Mangeshkar

Kya kahen kya kahen
Kya kahen kya kahen
Aaj kya ho gaya kya kahen
Aaj kya ho gaya kya kahen
Aapka saamna ho gaya ho
Aapka saamna ho gaya
Kya kahen kya kahen
Kya kahen kya kahen
Aaj kya ho gaya

Ho ak pal ko nigahen mili
Ak pal ko nigahen mili
Umra ka faisla ho gaya
Umra ka faisla ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen
Aaj kya kya kahen
Aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya

Saukh se aap dil mein rahe
Saukh se aap dil mein rahe
Ab yeh ghar
Ab yeh ghar aapka ho gaya
Ab yeh ghar aapka ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen aaj kya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya

Ho aapne jo diya darde dil
Aapne jo diya darde dil
Mere dil
Mere dil ki dava ho gaya
Mere dil ki dava ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen
Aaj kya kya kahen
Aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya
Ho aapka saamna ho gaya.

Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.