Kya Kar Diya Bata Do Lyrics

in

"Kya Kar Diya Bata Do" Song Details:

Movie: Rani Aur Jaani (1973)
Singer(s):Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Hasrat Jaipuri
Composer(s):Satyam
Music Director(s):Satyam
Genre(s):Romantic
Director(s):K.S.R. Doss
Music Label:© Saregama
Starring:Anil Dhawan, Aruna Irani, Bindu, Jagdeep

Kya Kar Diya Bata Do Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Kya kar diya bata do zara
Yeh dil deewana hua
Kya kar diya bata do zara
Yeh dil deewana hua
Tumhi ko mana tumhi
Chaha tumhi ko pooja
Haye bolo kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua

Pucha tumhi ne to
Kya chahiye
Hum ne kaha ki
Wafa chahiye
Daman tumhara na
Chodenge hum
Wada wafa ka na
Todenge hum
Wafa nibhao idhar to aao
Wafa nibhao idhar to aao
Gale lagao
Haye bolo kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua
Kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua

lyricsbogie.com
Dum se tuhare jawa
Hai bahar
Tum jo kaho to karu
Dil nishar
Tumhare sia hum
Kaha jayenge
Yahi hum to kadmo pe
Mar jayenge
Bade hasi ho ke dilnashi ho
Bade hasi ho ke dilnashi ho
Mere yaki ho
Haye bolo kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua
Haye kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua

Nibhana sajan dil ki
Har baat ko
Samajhan zara dil ke
Jazbaat ko
Khabar hai mujhe teri
Har baat ki
Kadar hai mujhe tere
Jazbaat ki
Tumhi dharam ho
Tumhi karam ho
Tumhi dharam ho
Tumhi karam ho
Tumhi sanam ho
Haye bolo kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua
Kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua.

Kya Kar Diya Bata Do Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.