Kya Sochta Hain Aye Dil Lyrics

in

"Kya Sochta Hain Aye Dil" Song Details:

Album/Label: Aap Ki Yaadein
Singer(s):Anuradha Paudwal
Composer(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s):Love
Music Label:© T-Series

Kya Sochta Hain Aye Dil Lyrics – Anuradha Paudwal

Kya sochta hain aye dil
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain

lyricsbogie.com
Kya sochta hain aye dil
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Jise bhi pyaar kiya
Dil ka aitbaar kiya
Haan jise bhi pyaar kiya
Dil ka aitbaar kiya
Usne to khud hi apna
Bas jeena dushvaar kiya
Pehale to dil lagake
Phir dard mitha paake
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Boora haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Jaata hain ek nazar mein
Dil ka sukun saara
Jaata hain ek nazar mein
Dil ka sukun saara
Deta jo bekaraari
Lagata hain wohi pyara
Kya hum bataye kise
Mat puchho kaise kaise
Ye kamaal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil
Kya sochta hain aye dil.

Kya Sochta Hain Aye Dil Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.