Lanka Mein Danka Lyrics

in

"Lanka Mein Danka" Song Details:

Movie: Toofan (1989)
Singer(s):Shabbir Kumar
Lyricist(s):Indeevar
Composer(s):Anu Malik
Music Director(s):Anu Malik
Genre(s):Religious
Director(s):Ketan Desai
Music Label:© Weston
Starring:Amitabh Bachchan, Meenakshi Seshadri, Amrita Singh
Release on:3rd July, 1989

Lanka Mein Danka Lyrics – Shabbir Kumar

Ram siyaram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram ram ram ram
Ram siyaram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram ram ram ram

lyricsbogie.com
Lanka mein danka
Bajane aaya bajranga
Siyaram ka naam labo pe
Siyaram ka naam labo pe
Lanka mein danka
Bajane aaya bajranga
Siyaram ka naam labo pe
Siyaram ka naam labo pe

Buti sanjiwan to
Kya parwat ko laye utha
Dil mein base raghuwir
Sina dikhaya hai chir
Ram ji kate waqt
Bada hi pawan hain
Yaha thahrega kya
Jo dil ka rawan hain
Jab dharti par pap badh jata hain
Ram ji ka bheja dut koi aata hain
Tumsa nahi balwanta
Lanka mein danka
Bajane aaya bajranga
Siyaram ka naam labo pe
Siyaram ka naam labo pe

Bajrangi baithe jaha paoge daulat waha
Mukti milegi kaha aana padega yaha
Kasam khai maine use na chodunga
Julm ki har seema aaj main todunga
Jami pe ho chahe aasma par ho wo
Khich ke launga jaha par bhi ho wo
Kaise chupega kaise bachega
Kaise chupega kaise bachega
Dhundhe jise hanumanta

Lanka mein danka
Bajane aaya bajranga
Siyaram ka naam labo pe
Siyaram ka naam labo pe
Lanka mein danka
Bajane aaya bajranga
Siyaram ka naam labo pe
Siyaram ka naam labo pe
Ram siyaram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram ram ram ram
Ram siyaram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram ram ram ram.

Lanka Mein Danka Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.