Maangti Hoon Sajan Lyrics

in

"Maangti Hoon Sajan" Song Details:

Movie: Agneekaal
Singer(s):Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist(s):Shyam Raj
Composer(s):Pankaj Bhatt
Music Director(s):Pankaj Bhatt
Genre(s):Love
Director(s):Abbas Alibhai Burmawalla, Mastan Alibhai Burmawalla
Music Label:© Venus
Starring:Jeetendra, Madhvi, Raj Babbar, Kiran Kumar, Kunika, Sonu Walia, Amrit Patel
Release on:19th October, 1990

Maangti Hoon Sajan Lyrics – Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

Mangti hoon sajan mangti hoon
Sajan bas ek bar tujhse
Meri mang main bharungi
Tere naam mere
Sajan sato janam tak
Kya kahun main janam
Kya kahun main janam
Teri mang se hi roshan
Mere pyar ki ye duniya
Mera naam tujhko
Dunga sato janam tak
Magti hoon sajan

Mujhko chhu kar tere labo ne
Dil mein meethi pyas jagayi
Mujhko chhu kar tere labo ne
Dil mein meethi pyas jagayi
Tere badan ke khusbu ne to
Phoolo ki bhi neend churayi
Ho gayi main aise
Ho gayi main aise
Nadiya sagar mein jaise
Meri mang main bharungi
Tere naam mere
Sajan sato janam tak
Mangati hoon sajan

lyricsbogie.com
Sarmili dulhan ki khatir
Sanso ne chedi sahnayi
Sarmili dulhan ki khatir
Sanso ne chedi sahnayi
Baras rahe ambar se moti,
Pariyo ne hai sej sajayi
Deewana ho jau
Deewana ho jau
Teri ankho mein kho jau
Eye meri zindgani mera naam
Tujhko dunga sato janam tak
Mangti hoon sajan

Tune diya hai pyar ka bandhan
Banhan nibhana sato janam tak
Tune diya hain pyar ka bandhan
Banhan nibhana sato janam tak
Pyar ka bandhan janmo ka
Bandhan tute na
Ye janam janam tak
Is janam mein ye wada
Is janam mein wada adhura
Rah jaye to intezaar karna
Mere pyare pyare
Sajan agle janam tak
Kya kahun main janam
Kya kahun main janam
Teri mang se hi roshan
Mere pyar ki ye duniya mera
Naam tujhko dunga sato janam tak
Tere naam mere sajan sato janam tak
Tere naam mere sajan sato janam tak.

Maangti Hoon Sajan Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.