Main Aaj Bolta Hoon Lyrics

in

"Main Aaj Bolta Hoon" Song Details:

Movie: Do Matwale (1991)
Singer(s):Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Sad
Director(s):Ajay Kashyap
Music Label:© T-Series
Starring:Sanjay Dutt, Sonam, Chunky Pandey, Varsha Usgaonkar, Kader Khan, Kiran Kumar, Shakti Kapoor, Shilpa Shirodkar, Gulshan Grover, Anjana Mumtaz, Sushma Seth, Kunika, Asha Singh, Viju Khote, Gurubachan Singh, Priti Sapru, Poonam
Release on:3rd May, 1991

Main Aaj Bolta Hoon Lyrics – Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz

Main aaj bolta hoon
Main tujhko pujta hoon
Mai tujhme chhup gaya hoon
Aur khud ko dhundta hoon
Main aaj bolti hoon
Main tujhko pujti hoon
Main tujhme chhup gayi hoon
Aur khud ko dhundti hoon
Main aaj bolta hoon

Ae ghata sath dena
Mausam badal na jaaye
Kahi milne ki khushi mein
Mera dham nikal na jaaye
Aa kar hume bhigo de
Sawan ko dhundta hoon
Main aaj bolti hoon
Main tujhko pujti hoon
Main tujhme chhup gaya hoon
Aur khud ko dhundta hoon
Main aaj bolta hoon

lyricsbogie.com
Mera pyar hi to paya
Bedard zindagi mein
Mera pyar hi to paya
Bedard zindagi mein
Hum kho gaye hai dono
Dil ki kisi gali mein
Tu mujhko dhundta hai
Main khud ko dhundti hoon
Main aaj bolta hoon
Main tujhko pujta hoon
Main tujhme chhup gayi hoon
Aur khud ko dhundti hoon

O dilwale ke bas mein
Aa ghum ke hum aaye
Baaho ki madad lekar
Hum aur simat jaaye
Jo bandh ke nahi tute
Bandhan ko dhundhta hoon
Main aaj bolta hoon
Main tujhko pujta hoon
Main tujhme chhup gaya hoon
Aur khud ko dhundta hoon
Main aaj bolti hoon
Main tujhko pujti hoon
Main tujhme chhup gayi hoon
Aur khud ko dhundta hoon
Main aaj bolta hoon.

Main Aaj Bolta Hoon Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.