Main Bhi Kharidaar Hoon Lyrics

in

"Main Bhi Kharidaar Hoon" Song Details:

Album/Label: Uski Yaadon Mein (2002)
Singer(s):Agam Kumar Nigam
Composer(s):Vinay, Nikhil
Music Director(s):Vinay, Nikhil
Genre(s):Sad
Music Label:© T-Series
Release on:2nd August, 2002

Main Bhi Kharidaar Hoon Lyrics – Agam Kumar Nigam

Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro

Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro

lyricsbogie.com
Ab to kis jaam se
Bujhati nahin pyaas hai
Soharat bhi mere pass hai
Daulat bhi mere pass hai
Ab ishq ke bazaar main
Lekar to mujhko jayeeye
Ha ishq ke bazaar main
Lekar to mujhko jayeeye
Kimmat ho koi bhi lekin
Pyaar mujhko chahiye
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro

Mujhse kisi ne kahan
Bikati hai har kise yahan
Lekin main nahin jaanta
Aakhir yeh jagah hai kahan
Anjaan hoon is saher main
Samjho to meri bebasi
Anjaan hoon is saher main
Samjho to meri bebasi
Dilbar ko kahin dhoondhte
Bit jaaye na yeh zindagi
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro.

Main Bhi Kharidaar Hoon Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.