Main Kaun Hoon Lyrics

in

"Main Kaun Hoon" Song Details:

Movie: Yeh Zindagi Ka Safar
Singer(s):Jaspinder Narula
Lyricist(s):Salim Bijnori
Composer(s):Daboo Malik
Music Director(s):Daboo Malik
Genre(s):Other
Director(s):Tanuja Chandra
Music Label:© Tips Music
Starring:Ameesha Patel, Jimmy Shergill, Gulshan Grover, Nafisa Ali
Release on:16th October, 2001

Main Kaun Hoon Lyrics – Jaspinder Narula

Main kaun hun kya hun
Jaana mujhe hain kahan
Ay zameen aasman
Ay hawa tu bata
Kaun hun main
Kya hun main
Kahan mujhe hain jaana
Main kaun hun kya hun
Jaana mujhe hain kahan
Ay zameen aasman
Ay hawa tu bata
Kaun hun main
Kya hun main
Kahan mujhe hain jaana

lyricsbogie.com
Hawa ko main rok lun
Main khushbu ko baandh dun
Sitare tod laaongi
Main chaandni churaaongi
Ay zindagi magar bata
Main kaun hun kya hun
Jaana mujhe hain kahan
Ay zameen aasman
Ay hawa tu bata
Kaun hun main kya hun main
Kahan mujhe hain jaana

Main aa gayi hun kahan
Yeh kho gayi hun kahan
Zindagi tu mujhe
Meri pehchaan de
Mera wajud tu bata
Main kaun hun kya hun
Jaana mujhe hain kahan
Ay zameen aasman
Ay hawa tu bata
Kaun hun main kya hun main
Kahan mujhe hain jaana

Kabhi kisi bhi mod par
Ruke mere kadam agar
Badhaungi main hosla
Chunungi main woh raasta
Chala na ho koi jahan
Yeh din yeh raat mujhme hain
Yeh kaaynaat mujhme hain
Yeh zameen aasman
Yeh jahan mujh mein hain
Main kya kahun yeh sach to yeh
Ke woh khuda mujhe mein hain.

Main Kaun Hoon Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.