Manzil Ki Dhoon Mein Lyrics

in

"Manzil Ki Dhoon Mein" Song Details:

Movie: Anokhi Ada (1948)
Singer(s):Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s):Shakeel Badayuni
Composer(s):Naushad Ali
Music Director(s):Naushad Ali
Genre(s):Motivational
Director(s):Mehboob Khan
Music Label:© Saregama
Starring:Naseem Banu, Surendra, Prem Adib
Release on:20th October, 1948

Manzil Ki Dhoon Mein Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Manzil ki dhoon mein
Jhoomate gaate chale chalo
Manzil ki dhoon mein
Jhoomate gaate chale chalo
Bichhade hue dilo ko
Milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo

Do din ki zindagi mein
Koi kyun uthaaye gham
Koi kyun uthaaye gham
Do din ki zindagi mein
Koi kyun uthaaye gham
Koi kyun uthaaye gham

Nagme khushi ke sab ko
Sunaate chale chalo
Nagme khushi ke sab ko
Sunaate chale chalo
Bichhade hue dilo ko
Milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo

Insaaniyat to pyaar
Mohabbat kaa naam hai
Mohabbat kaa naam hai

Insaaniyat to pyaar
Mohabbat kaa naam hai
Mohabbat kaa naam hai

Insaaniyat ki shaan
Badhaate chalo chalo
Insaaniyat ki shaan
Badhaate chalo chalo

Bichhade hue dilo ko
Milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo

lyricsbogie.com
Aazaad zindagi hai to
Barbaad kyun rahe
Barbaad kyun rahe

Aazaad zindagi hai to
Barbaad kyun rahe
Barbaad kyun rahe

Barbaadiyo se dil ko
Bachaate chale chalo
Barbaadiyo se dil ko
Bachaate chale chalo

Bichhade hue dilo ko
Milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo

Manzil ki dhoon mein
Jhoomate gaate chale chalo
Bichhade hue dilo ko
Milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo.

Manzil Ki Dhoon Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.