Mausam Ki Sargam Ko Lyrics

in

"Mausam Ki Sargam Ko" Song Details:

Movie: Khamoshi: The Musical
Singer(s):Kavita Krishnamurthy, Shrraddha Pandit
Lyricist(s):Majrooh Sultanpuri
Composer(s):Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Director(s):Jatin Pandit, Lalit Pandit
Genre(s):Happy (Feel Good), Masti
Director(s):Sanjay Leela Bhansali
Music Label:© Universal Music
Starring:Salman Khan, Manisha Koirala, Nana Patekar, Seema Biswas, Helen, Raghuvir Yadav
Release on:9th August, 1996

Mausam Ki Sargam Ko Lyrics – Kavita Krishnamurthy, Shrraddha Pandit

Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

lyricsbogie.com
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Har sur pe dil yu dhadke
Ki sawan mein agan yeh
Bhadke sun kar yeh sada
Har sur pe dil yu dhadke
Ki sawan mein agan yeh
Bhadke sun kar yeh sada
Aise aaj do khamoshi bol uthe
Palke bhi jaye jal barse bina ghata
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Phir ek din le jayega
Ghunghta tera
Uthayega koyi rajkumar
Phir ek din le jayega
Ghunghta teraa
Uthayega koyi rajkumar
Phir yeh rup rang
Ban jayega chaman
Hoga ang ang ek
Masti bhari bahar
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Mausam Ki Sargam Ko Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.