Mausam Ye Suhana Hai Lyrics

in

"Mausam Ye Suhana Hai" Song Details:

Movie: Ghar Ki Izzat (1994)
Singer(s):Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Lyricist(s):Anjaan
Composer(s):Amar Biswas, Utpal Biswas
Music Director(s):Amar Biswas, Utpal Biswas
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Kalpataru
Starring:Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj, Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo
Release on:16th December, 1994

Mausam Ye Suhana Hai Lyrics – Asha Bhosle, Suresh Wadkar

Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai
Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai
Aaj jaane ki jid na karo
Aaj jaane ki jid na karo
Haye dil ko muskil manana hai
Dil ko muskil manana hai
Mausam to bahana hai
Tumhe mujhko satana hai
Aji roko na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ka dusman zamana hai

lyricsbogie.com
Teri chahat ki khushbu hawao mein hai
Teri ulfat ki rangat fizao mein hai
Teri chahat ki khushbu hawao mein hai
Teri ulfat ki rangat fizao mein hai
Been kiye ye kadam dagmagane lage
Kya nasha aaj teri nighaho mein hai
Nighaho mein hai
Aji roka na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ka dusman zamana hai
Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai

Sabse keh dengi phulo bhari wadiya
Chugli khayengi ye mehki tanhaiyan
Sabse keh dengi phulo bhari wadiya
Chugli khayengi ye mehki tanhaiyan
Bad mudat ke milne ka mauka mila
Fir dobara ye mauka milega kaha
Milega kaha
Aaj jaane ki jid na karo
Aaj jaane ki jid na karo
Haye dil ko muskil manana hai
Dil ko muskil manana hai
Mausam to bahana hai
Tumhe mujhko satana hai
Aji roko na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ko muskil manana hai
Dil ka dusman zamana hai
Dil ko muskil manana hai.

Mausam Ye Suhana Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.