Maye Kahoon Masti Kahoon Lyrics

in

"Maye Kahoon Masti Kahoon" Song Details:

Album/Label: Laharen (1983)
Singer(s):Talat Aziz
Composer(s):Asad Ali Khan
Music Director(s):Asad Ali Khan
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Universal Music
Starring:Talat Aziz

Maye Kahoon Masti Kahoon Lyrics – Talat Aziz

Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon

lyricsbogie.com
Zulfon ko khusboo ke baadal
Ras bhar hotho ko jaam
Zulfon ko khusboo ke baadal
Ras bhar hotho ko jaam
Shakhe ghul rakh doon main teri
Sand dali banu ke naam
Main tujhe samma kahoon
Sooraj kahoon shola kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon

Tu tasvoor hain mera
Meri ghazal mein geet main
Tu tasvoor hain mera
Meri ghazal mein geet main
Guftagoo teri hi mere pyaar ka sangeet hai
Tu mera woh khwaab hain
Jis khwaab ko duniya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon

Aisa lagta hain mujhe
Jaise meri manzil hain tu
Aisa lagta hain mujhe
Jaise meri manzil hain tu
Main hoon bin maazi ke kashti
Aur mera saahil hain tu
Yun nahi main phir tujhe
Aye dilruba tujhe apna kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Thehra hua dariya kahoon

Maye Kahoon Masti Kahoon Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.