Meherbaan Lyrics

in

"Meherbaan" Song Details:

Movie: Sarbjit
Singer(s):Munnawar Masoom, Shail Hada, Sukhwinder Singh
Lyricist(s):A.M. Turaz
Composer(s):Pritesh, Shail Hada
Music Director(s):Pritesh, Shail Hada
Genre(s):Qawwali
Director(s):Omung Kumar
Music Label:© T-Series
Starring:Aishwarya Rai Bachchan, Randeep Hooda, Richa Chadda, Darshan Kumaar
Release on:20th May, 2016

Meherbaan Lyrics – Munnawar Masoom, Shail Hada, Sukhwinder Singh

Sar se sajda toh sab karte hai
Hum dilko jhuka kar jayenge
Rootah mukkadar hi dar se
Aaj manakar jayenge

Hum jo aye bulaya hai tune
Tera shukriya
Toh phir karde khatam
Yeh jo sarhad hai
Humare darmiyaan

Meharbaan meharbaan
Meharbaan meharbaan…

Aaj ye thaani hai
Haan ji haan maine
Aaj yeh thaani hai

Ho tere darpe baha doon
Aankh mein jitna mere paani hai
Ghamkhar tujhsa nahi hai
Dekhli karke nadaniya

Barso ke qaid lamhon mein tu
Panaah toh hai azaadiyan

Meri fitratein hai gunaah karna
Teri aadat hai maaf karna

Meharbaan meharbaan
Meharbaan meharbaan …

Ik anumaan sa chala hai mujhme
Teri khushbu mein mehka hoon main

Sargoshiyan si mujhme khuyi hai
Parindo ki tarah yeh gaun main

Sab aar paar dikhne laga hai
Main ban gaya tera ayina
Khud ka hi khudse yun ho gaya
Hai har mod pe saamna

lyricsbogie.com
Tere karam se mile sanam se
Khushiyan kadmon thale
Bishi padi hai

Meharbaan meharbaan
Meharbaan meharbaan
Meharbaan……..

Meherbaan Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.