Mehndi Mehndi Lyrics

in

"Mehndi Mehndi" Song Details:

Movie: Chori Chori
Singer(s):Alka Yagnik
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Sajid Ali, Wajid Ali
Music Director(s):Sajid Ali, Wajid Ali
Genre(s):Happy (Feel Good), Wedding
Director(s):Milan Luthria
Music Label:© Universal Music
Starring:Ajay Devgan, Rani Mukerji, Sonali Bendre
Release on:1st August, 2003

Mehndi Mehndi Lyrics – Alka Yagnik

Na na na na oh na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Chaahe kuch bhi kahe
Dil deewana dil ki baaton
Mein mujhe nahin aana
Chaahe kuch bhi kahe
Dil deewana dil ki baaton
Mein mujhe nahin aana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana

lyricsbogie.com
Main to ghoongat mein chal
Gayi chunri mujhse lipat gayi
Main to ghoongat mein chal
Gayi chunri mujhse lipat gayi
Neend na aaye mujhe jaag
Main jaaon kahin lup chup jaaon
Kahin bhaag mein jaaon
Kahan se aaye jaane kahan
Le jaaye yeh raasta anjaana
Chaahe kuch bhi kahe
Dil deewana dil ki baaton
Mein mujhe nahin aana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana

Main to jaadoo ki pudiya
Main to shishe ki gudiya
Main to jaadoo ki pudiya
Main to shishe ki gudiya
Root na jaaon kahin
Toot na jaaon chalo saath
Saheli main na jaaon akeli
Chup na rahoongi saajan
Se kahungi tu pass na aana
Chaahe kuch bhi kahe
Dil deewana dil ki baaton
Mein mujhe nahin aana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Tujhe saajan ke ghar hai jaana
Tujhe saajan ke ghar hai jaana.

Mehndi Mehndi Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.