Meri Duniya Mein Aana Lyrics

in

"Meri Duniya Mein Aana" Song Details:

Movie: Paayal (1992)
Singer(s):Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s):Romantic
Director(s):Mahendra Shah
Music Label:© Music Bank
Starring:Himalaya, Bhagyashree, Farida Jalal, Anu Kapoor, Tiku Talsania, Shakti Kapoor, Ishrat Ali
Release on:2nd June, 1992

Meri Duniya Mein Aana Lyrics – Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Meri duniya mein aana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam
Meri duniya mein aana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam

Tere khayaalo mein khoyi rahu,
Abb toh main shaamo sahar
Tanaha rahu ya rahu bhid mein
Dhundhe tujhe hi nazar
Tere khayaalo mein khoyi rahu,
Abb toh main shaamo sahar
Tanaha rahu ya rahu bhid mein
Dhundhe tujhe hi najar
Abb tere bin dil lagata nahin
Abb tere bin dil lagata nahin
Main kya karun
Main kya karun
Nazaro mein basaana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam

lyricsbogie.com
Tere mere darmiya dilruba
Abb pyaar hi pyaar ho
Dekhu falak chaahe dekhu
Zameen tera hi didar ho
Tere mere darmiya dilruba
Abb pyaar hi pyaar ho
Dekhu falak chaahe dekhu
Zameen tera hi didar ho
Marke na chhute aise teri
Marke na chhute aise
Teri baahe dharu
Main kya karun

Meri duniya mein aana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam
Meri duniya mein aana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam.

Meri Duniya Mein Aana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.