Meri Zindagi Mein Ajnabee Lyrics

in

"Meri Zindagi Mein Ajnabee" Song Details:

Movie: Ajnabee (2001)
Singer(s):Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Anu Malik
Music Director(s):Anu Malik
Genre(s):Love
Director(s):Abbas-Mustan
Music Label:© Tips Music
Starring:Akshay Kumar, Bobby Deol, Kareena Kapoor, Bipasha Basu
Release on:22nd September, 2001

Meri Zindagi Mein Ajnabee Lyrics – Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan

Na chaand ka na taaron ka
Na phoolon ka na baharon ka
Na nazaron ka na isharon ka
Na apno ka na begaano ka
Meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
Woh ajnabee jaana pehchaana
Sapno mein uka hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai

lyricsbogie.com
Khushbon ki gali mein in hawaon ne dekha
Maine chehra uska dilkash fizaon mein dekha
Oh bekhayal karta hai
Oh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqana hai
Bekhayal karta hai
Oh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqana hai
Woh ajnabee jaana pehchaana
Sapno mein uka hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai

Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon
Aye gadiyaan milan ki yeh dua maangti hoon
Oh jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
Dhadkane yeh kehti hai chaar din ki doori hai
Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
Dhadkane yeh kehti hai chaar din ki doori hai
Woh ajnabee jaana pehchaana
Sapno mein uka hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
Woh ajnabee jaana pehchaana
Sapno mein uka hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai.

Meri Zindagi Mein Ajnabee Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.