Mohabbat Bane Hai Lyrics – Talat Mahmood
English
Mohabbat bane hai woh din suhane
Ghadiya milan ki dil ke tarane
Mohabbat bane hai woh din suhane
Ghadiya milan ki dil ke tarane
Shokhi se hasna nigahe milana
Shokhi se hasna nigahe milana
Mere samne unka wo aana jana
Kya kar diya haye kya kar diya
Unki pahli ada ne
Ghadiya milan ki dil ke tarane
Mohabbat bane hai woh din suhane
Ghadiya milan ki dil ke tarane
lyricsbogie.com
Wo unki shararat nadiya kinaraUnki shararat nadiya kinara
Thandi hawaye shama pyara pyara
Thandi hawaye shama pyara pyara
Koyal si shane wo bulbul ke gane
Ghadiya milan ki dil ke tarane
Mohabbat bane hai woh din suhane
Ghadiya milan ki dil ke tarane
Chaman me wo unka mere sath rahna
Kabhi dil ki bate nigaho se kahna
Bhulaye na bhulenge
Bhulaye na bhulenge aise thikane
Ghadiya milan ki dil ke tarane
Mohabbat bane hai woh din suhane
Ghadiya milan ki dil ke tarane.