Mohabbat Ka Zamana Lyrics

in

"Mohabbat Ka Zamana" Song Details:

Movie: Tere Bina Kya Jina
Singer(s):Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Lyricist(s):Gulab Hussain
Composer(s):Jugal Kishore, Tilak Raj
Music Director(s):Jugal Kishore, Tilak Raj
Genre(s):Romantic
Director(s):P.P. Ghosh
Music Label:© Saregama
Starring:Raj Kiran, Moon Moon Sen, Shekhar Suman, Satish Shah
Release on:9th June, 1989

Mohabbat Ka Zamana Lyrics – Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Mohabbat ka zamana aa raha hain
Mohabbat ka zamana aa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Mohabbat ka zamana aa raha hain
Mohabbat ka zamana aa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Ye zulfein hai ke badal kaale kaale
Ye zulfein hai ke badal kaale kaale
Ye aankhe hai ke saiba ke pyaale
Nasha sa mujhpe chhaya jaa raha hain
Nasha sa mujhpe chhaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Bahot purkaif hain mausam suhana
Bahot purkaif hain mausam suhana
Ke bekhud ho gaya saara zamana
Gazab sa mann ye kaisa dhaa raha hain
Gazab sa mann ye kaisa dhaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Bahot samja raha hoon hasarato ko
Bahot samja raha hoon hasarato ko
Abhi sabro raja se kaam le lo
Magar dil hai ke machla jaa raha hain
Magar dil hai ke machla jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

lyricsbogie.com
Mahobbat hi mahobbat hai yahan ab
Mahobbat hi mahobbat hai yahan ab
Ghame hasti ghame jaana kahan ab
Ghame aalam bhi ab sarma raha hain
Ghame aalam bhi ab sarma raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Mohabbat ka zamana aa raha hain
Mohabbat ka zamana aa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain.

Mohabbat Ka Zamana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.