Mohabbat Ki Duniya Mein Lyrics

in

"Mohabbat Ki Duniya Mein" Song Details:

Movie: Lakeeren (1954)
Singer(s):Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Talat Mahmood
Composer(s):Hafiz Khan
Music Director(s):Hafiz Khan
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Harbans
Music Label:© Saregama
Starring:Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Pran, Durga Khote, Ramayan Tiwari, Cuckoo, Sulochana Latkar, Yakub, Kamal

Mohabbat Ki Duniya Mein Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Talat Mahmood

lyricsbogie.com
Mohabbat ki duniya
Mein barbad rehna
Magar kuch na kahena
Mohabbat ki duniya mein
Zamane se dukho
Dard has has ke sahena
Magar kuch na kahena
Mohabbat ki duniya mein

Mere dil kashi jaa agar tut jaaye
Addo se daman tera chhut jaaye
Daman tera chhut jaaye
Tu khud banke aansu
Aankho se bahena
Tu khud banke aansu
Aankho se bahena
Magar kuch na kahena
Mohabbat ki duniya mein

Na ho kise apne gham ka fasana
Na ho kise apne gham ka fasana
Duaa de raha hai mere aashiana
Tamasha samjkar
Ke takte hi rahena
Tamasha samjkar
Ke takte hi rahena
Magar kuch na kahena
Mohabbat ki duniya mein

Bigada tha maine
Bhala kyaa kisi ka
Bigada tha maine
Bhala kyaa kisi ka
Jo lutaa gaya yun
Chamna zindagi ka
Chamna zindagi ka
Hai duniya mein
Rahena toh gham uthana
Hai duniya mein
Rahena toh gham uthana
Magar kuch na kahena
Mohabbat ki duniya mein.

Mohabbat Ki Duniya Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.