Mohabbat Ki Kismat Pe Lyrics

in

"Mohabbat Ki Kismat Pe" Song Details:

Movie: Barsaat Ki Raat (1998)
Singer(s):Kavita Krishnamurthy
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Sad
Director(s):Bharat Kapoor
Music Label:© Venus Records
Starring:Deepshika, Dharmendra, Dinesh Hingoo

Mohabbat Ki Kismat Pe Lyrics – Kavita Krishnamurthy

Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona

Lagi aankh to phool bhi gulshita tha
Lagi aankh to phool bhi gulshita tha
Khuli aankh to samane bas dhua tha
Ki dekha tha maine ye sapna salona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona

lyricsbogie.com
Kisi ke khayalo mein bas kho gayi thi
Kisi ke khayalo mein bas kho gayi thi
Main phoolo ki ek sej pe so gayi thi
Magar pyar ka toka hai ek bichhona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona

Mujhe pyar me ye kahani mili hai
Mujhe pyar me ye kahani mili hai
Yahi aansuo ki nishani mili hai
Inhi aansuo mein ye gham hai dubona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona.

Mohabbat Ki Kismat Pe Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.