Mohe Laagi Re Zulmi Umariya Lyrics

in

"Mohe Laagi Re Zulmi Umariya" Song Details:

Movie: Suhaag Raat (1968)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Qamar Jalalabadi
Composer(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s):Love
Director(s):R. Bhattacharya
Music Label:© Saregama
Starring:Rajshree, Jeetendra, Sulochana Latkar

Mohe Laagi Re Zulmi Umariya Lyrics – Lata Mangeshkar

lyricsbogie.com
Mohe lagi re
Mohe lagi re, lagi re lagi zulmi umariya
Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau
Sawariya main ghir ghir jaau
Mohe roke re, mohe roke re
Roko re, roko re roko ho gayi banwariya
Sawariya, sawariya mai ghir ghir jaau
Sawariya mai ghir ghir jaau

Lage jabse ye nain gaya jiyra ka chain
Haye kab se ye naina na lage
Lage jabse ye nain gaya jiyra ka chain
Haye kab se ye naina na lage
Behake behke hai chal hai
Abhi se ye haal hai
Jane kya hoga kya hoga aage
Mo pe dharo na mo pe
Dharo na aisi najariya
Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau
Sawariya main ghir ghir jaau

Dekho aayi ye bahar uspe tera ye pyar
Kaisa apne jiya ko sambhalu
Dekho aayi ye bahar uspe tera ye pyar
Kaisa apne jiya ko sambhalu
Mana lakho me ek par aisa na dekh
Thaharo aanchal me naina chupa lu
Thaharo aanchal me naina chupa lu
Haye dekhe re haye dekhe re
Dekhe sari najariya
Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau
Sawariya main ghir ghir jaau

Tera mera ye mel kayi sadiyo ka khel
Tu hai kaaya to mai hu teri chaya
Tera mera ye mel kayi sadiyo ka khel
Tu hai kaaya to mai hu teri chaya
O baharo ke phul mujhko jana na bhul
Chali aaungi jab bhi bhulaya
Chali aaungi jab bhi bhulaya
Main to pyasi re, main to pyasi re
Pyasi re, pyasi preet ki badriya
Sawariya, sawariya mai ghir ghir jaau
Sawariya mai ghir ghir jaau
Mohe lagi re, lagi re lagi julmi umariya
Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau.

Mohe Laagi Re Zulmi Umariya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.