Mohe Le Chal Balam Lyrics

in

"Mohe Le Chal Balam" Song Details:

Movie: Lal Haveli (1944)
Singer(s):Mir Saheb, Vatsala Kumthekar
Lyricist(s):Shams Lakhnavi
Composer(s):Mir Saheb
Music Director(s):Mir Saheb
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):K.B. Lall
Music Label:© Saregama
Starring:Noor Jehan, Meena Kumari, Ulhas

Mohe Le Chal Balam Lyrics – Mir Saheb, Vatsala Kumthekar

Mohe le chal balam mele mein
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi re
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi
Mohe le chal balam mele mein
Mohe le chal balam mele mein
Main kaisi kaisi haar gayi
Haar gayi re
Main kaisi kaisi haar gayi
Haar gayi re

Tujhe kaise le jaaun gori mele
Tujhe kaise le jaaun gori mele
Wahaan ghoorenge laakhon lugele
Hoy wahaan ghoorenge laakhon lugele
Kahenge jaani haay
Nazariya tori
Maar gayi maar gayi re
Nazariya tori
Maar gayi maar gayi
Mohe le chal balam mele mein
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi re
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi re

Mere dil pe saajan nikhattoo
Hoy mere dil pe saajan nikhattoo
Hoy dilliwaali jobaniya pe lattoo
Hoy dilliwaali jobaniya pe lattoo
Sautaniya jaadu tona
Daar gayi daar gayi re
Jaadu tona daar gayi daar gayi
Mohe le chal balam mele mein
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi re
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi re

Main bhi ab teri leela sunaaun
Main bhi ab teri leela sunaaun
Tere yaaron ko gin gin bataaun
Ho tere yaaron ko gin gin bataaun
Laaj kar do laaj kar

Doob mariho talaiyya mein jaaike
Doob mariho talaiyya mein jaaike
Kaun aata hai wo keshdhaari
Kaun aata hai wo keshdhaari
Wo to naihar ka more pujaari ho
Wo to naihar ka more pujaari
Aur hai kaun ye pagiyawaala
Aur hai kaun ye pagiyawaala

lyricsbogie.com
Wo to babul ke ganwa ka gwaala
Wo to babul ke ganwa ka gwaala
Haay pyaari
Baaton mein tu to mohe
Maar gayi maar gayi re
Nazariya tori
Maar gayi maar gayi

Mohe le chal balam mele mein
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi re
Nazariya tori maar gayi maar gayi
Mohe le chal balam mele mein
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi re
Main kaisi kaisi
Haar gayi haar gayi re.

Mohe Le Chal Balam Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.