Mujhko Ek Pappi Chahiye Lyrics

in

"Mujhko Ek Pappi Chahiye" Song Details:

Movie: Vijeta (1996)
Singer(s):Abhijeet Bhattacharya, Poornima
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s):Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s):Romantic
Director(s):K. Muralimohana Rao
Music Label:© Top Music
Starring:Sanjay Dutt, Raveena Tandon, Paresh Rawal, Amrish Puri, Asrani, Alok Nath, Annu Kapoor, Reema Lagoo, Dinesh Hingoo, Dinesh Kaushik, Deep Dhillon, Shiva Rindani, Anant Mahadevan, Viju Khote, Mahesh Anand, Raju Shrestha, Guddi Maruti,
Release on:26th January, 1996

Mujhko Ek Pappi Chahiye Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Poornima

lyricsbogie.com
Mujhko ek pappi chahiye,
Khatti ya mithi chahiye
Mujhko ek pappi chahiye,
Khatti ya mithi chahiye
Chalegi jaisi bhi ho yaar,
Mila ho usme tera pyar
Chalegi jaisi bhi ho yaar,
Mila ho usme tera pyar
Mujhko ek pappi chahiye,
Khatti ya mithi chahiye
Chalegi jaisi bhi ho yaar,
Mila ho usme tera pyar
Chalegi jaisi bhi ho yaar,
Mila ho usme tera pyar

Kya hua meri jane ja,
Rang udd gaya gaalo ka
Aa chura lu behka kajal,
Surmayi tere baalo ka
Kya hua meri jane ja,
Rang udd gaya gaalo ka
Aa chura lu behka kajal,
Surmayi tere baalo ka
Khul ke jara muskurana,
Sajani mere paas aana
Mujhe badi hasi lagi teri har ada
Yu jid na kariye jaaiye,
Ab aise na tadpaaiye
Yu jid na kariye jaaiye,
Ab aise na tadpaaiye
Nahi giraaungi sarkar
Sharam haya ki ye deewar
Nahi giraaungi sarkar
Sharam haya ki ye deewar

Do dilo ke mil jane mein
Humsafar jara duri hai
Tum kabhi nahi samjhoge
Kuch meri bhi majburi hai
Do dilo ke mil jane mein
Humsafar jara duri hai
Tum kabhi nahi samjhoge
Kuch meri bhi majburi hai
Sajna tumhe kya bataau,
Kaise nazdeek aau
Abhi nahi karungi
Main koi bhi khata

Mujhko ek pappi chahiye,
Khatti ya mithi chahiye
Chalegi jaisi bhi ho yaar,
Mila ho usme tera pyar
Chalegi jaisi bhi ho yaar,
Mila ho usme tera pyar
Yu jid na kariye jaaiye,
Ab aise na tadpaaiye
Nahi giraaungi sarkar
Sharam haya ki ye deewar
Nahi giraaungi sarkar
Sharam haya ki ye deewar
Mujhko ek pappi chahiye
Yu zeeid na kariye jaaiye.

Mujhko Ek Pappi Chahiye Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.