Na Ghar Baar Na Koi Thikana Lyrics

in

"Na Ghar Baar Na Koi Thikana" Song Details:

Album/Label: Shagufta (1988)
Singer(s):Pankaj Udhas
Composer(s):Pankaj Udhas
Music Director(s):Pankaj Udhas
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Universal Music
Starring:Pankaj Udhas

Na Ghar Baar Na Koi Thikana Lyrics – Pankaj Udhas

lyricsbogie.com
Na ghar baar na koi thikana
Na ghar baar na koi thikana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Na ghar baar na koi thikana
Khaana badosh hain
Apna kaam hain chalte jaana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain

Chaand aur suraj sathi apne
Sadiyon sadiyon ke
Chaand aur suraj sathi apne
Sadiyon sadiyon ke
Chaand aur suraj sathi apne
Sadiyon sadiyon ke
Dono se…dono se rishta hain purana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain

Rang badalte mausam jaisi
Apni hasti hain
Rang badalte mausam jaisi
Apni hasti hain
Rang badalte mausam jaisi
Apni hasti hain
Baarish dhoop se..
Baarish dhoop se kyaa ghabhrana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Apna kaam hain chalte jaana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Na ghar baar na koi thikana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain

Apne liye hain dono barabar
Aye duniya waalo
Apne liye hain dono barabar
Aye duniya waalo
Apne liye hain dono barabar
Aye duniya waalo
Kyaa ulfaana
Kyaa ulfaana kyaa maikhana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Apna kaam hain chalte jaana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Na ghar baar na koi thikana
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain
Khaana badosh hain.

Na Ghar Baar Na Koi Thikana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.