Naghmon Ke Rang Lyrics

in

"Naghmon Ke Rang" Song Details:

Movie: Vaade Iraade (1994)
Singer(s):Pankaj Udhas
Lyricist(s):Dev Kohli
Composer(s):Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Director(s):Jatin Pandit, Lalit Pandit
Genre(s):Ghazal
Director(s):Kalpana Bhardwaj
Music Label:© Ultra Music
Starring:Ayush Kumar, Mamta Kulkarni, Suchitra Krishnamoorthi, Kulbhushan Kharbanda, Vijayendra Ghatge, Satyendra Kapoor, Rakesh Bedi, Anjan Srivastav, Yunus Parvez, Tiku Talsania, Javed Khan, Amrit Patel
Release on:10th October, 1994

Naghmon Ke Rang Lyrics – Pankaj Udhas

lyricsbogie.com
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Rukh mod de hawa ka jo
Insaan hain wahi
Rukh mod de hawa ka jo
Insaan hain wahi
Mera tamaam dosto ko
Ye payaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Armaan hain manzilo se bhi
Aage ghuzar ne ka
Armaan hain manzilo se bhi
Aage ghuzar ne ka
Manzil talak pahochana
Ek baat aam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Waade iraade jinake badalte nahi kabhi
Waade iraade jinake badalte nahi kabhi
Har waqt phir ye waqt to
Unka ghulaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain.

Naghmon Ke Rang Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.