Nawjawanon Ka Zamana Hai Lyrics

in

"Nawjawanon Ka Zamana Hai" Song Details:

Movie: Parampara (1993)
Singer(s):Anupama Deshpande, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma
Music Director(s):Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma
Genre(s):Masti
Director(s):Yash Chopra
Music Label:© Saregama
Starring:Sunil Dutt, Vinod Khanna, Ashwini Bhave, Aamir Khan, Ramya Krishna, Saif Ali Khan
Release on:14th May, 1993

Nawjawanon Ka Zamana Hai Lyrics – Anupama Deshpande, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod

lyricsbogie.com
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai

Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai

Is duniya se yeh kaho
Humse milaye kadam
Ye pichhe na rah jaye
Age nikal jaye hum
Hum hawa se bhi tezz chalte hai
Hame sari duniya ko jhukana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai

Jeene ka andaaz
Yeh muskil bhi asana bhi
Dil jise diya hamne di hai use jaan bhi
Pyar hamare liye hai kya
Bas jeene marne ka ek bahana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai.

Nawjawanon Ka Zamana Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *