Nuktaacheen Hai Gham-E-Dil Lyrics

in

"Nuktaacheen Hai Gham-E-Dil" Song Details:

Movie: Yahudi Ki Ladki (1933)
Singer(s):Kundan Lal Saigal
Lyricist(s):Mirza Ghalib
Composer(s):Pankaj Mullick
Music Director(s):Pankaj Mullick
Director(s):Premankur Atorthy
Music Label:© Saregama
Starring:K.L. Saigal, Pahadi Sanyal, Rattan Bai, Gul Hamid, Nawab, Nemo, Ghulam Mohammad, Radharani, Tara

Nuktaacheen Hai Gham-E-Dil Lyrics – Kundan Lal Saigal

Nuktaacheen hai gham-e-dil
Usko sunaaye na bane
Kyaa bane baat jahaan
Baat banaaye na bane
Kyaa bane baat jahaan
Baat banaaye na bane

Main bulaataa to hoon
Usko magar ae jazbaa-e-dil
Main bulaataa to hoon
Usko magar ae jazbaa-e-dil
Us pe ban jaaye kuchh aisi
Us pe ban jaaye kuchh
Aisi ki bin aaye na bane
Us pe ban jaaye kuchh
Aisi ki bin aaye na bane
Nuktaacheen hai gham-e-dil
Usko sunaaye

lyricsbogie.com
Bojh wo sar pe giraa aaa
Bojh woh sar se giraa
Hai ki uthaaye na uthe
Kaam wo aan padaa
Hai ke banaaye na bane
Kaam wo aan padaa
Hai ke banaaye na bane
Nuktaacheen hai gham-e-dil
Usko sunaaye

Ishq par zor nahin
Ishq par zor nahin hai
Ye wo aatish ghaalib
Ke lagaaye na lage
Ke lagaaye na lage
Aur bujhaaye na bane
Ke lagaaye na lage
Aur bujhaaye na bane
Nuktaacheen hai gham-e-dil
Usko sunaaye.

Nuktaacheen Hai Gham-E-Dil Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.