O Yaara Lyrics

in

"O Yaara" Song Details:

Album/Label: Jane Jan Sun (1988)
Singer(s):Ali Haider
Genre(s):Dance

O Yaara Lyrics – Ali Haider

lyricsbogie.com
Tu meri jaan hain mera imaan hain
Ik teri dosti meri pehchaan hain
O yaara o yaara o yaara o yaara
Tu meri jaan hain mera imaan hain
Ik teri dosti meri pehchaan hai
O yaara o yaara o yaara ho…
Hum jub saath chalein
Faaslay kuch na rahein
Dil mein himmat ho jawaan
Manzilen paas milein
Raah na badleinge hum
Challenge saath hi hum
Aagey job hi ho yaar
O yaara o yaara
Tu meri jaan hain mera imaan hain
Ik teri dosti meri pehchaan hain
O yaara o yaara o yaara ho…

Haath se haath mile
Dil dushman ke jale
Kuwattein apni jawaan
Honsle apne bade
Hum jo ek rahein
Iraade naik rahein
Kaamiyaabi hain yaar
O yaara o yaara o yaara o yaara
Tu meri jaan hain mera imaan hain
Ek teri dosti meri pehchaan hain
O yaara o yaara o yaara ho…

Sach ko aanch jale
Hum dekhein na sahein
Zulm ka naam-o-nishaan
Hum rehne na dein
Khayi hain humne kasam
Mitake rakh deinge hum
Zulm ka naqshpa
O yaara o yaara o yaara
Tu meri jaan hain mera imaan hain
Ik teri dosti meri pehchaan hain
O yaara o yaara o yaara o yaara
O yaara o yaara o yaara o yaara
O yaara o yaara o yaara o yaara…

O Yaara Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.