Paida Karke Bhool Gaya Lyrics

in

"Paida Karke Bhool Gaya" Song Details:

Movie: Jeevan Dhaara (1982)
Singer(s):Saleem Prem Raagi
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Sad
Director(s):Rama Rao Tatineni
Music Label:© Saregama
Starring:Rekha, Raj Babbar, Amol Palekar, Rakesh Roshan
Release on:6th February, 1982

Paida Karke Bhool Gaya Lyrics – Saleem Prem Raagi

lyricsbogie.com
Paida karke bhul gaya kyu
Paida karne wala
Mata ne janam diya data ne pala
Feka sadak pe mujhe ghar se nikala
Aisa kya kasur bhala maine kiya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia ko wo maine diya hai

Dard ban ke mai tumhare
Dil me ab rahunga
Dard ban ke mai tumhare
Dil me ab rahunga
Aansu ban ke ab mai
Tumhari aankho se bahunaga
Aaj tlak tumne kaha aaj mai kahunga
Aaj tlak maine hotho ko siya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai

Rahne do dhram karam ki baate kitabi
Rahne do dhram karam ki baate kitabi
Mere to nasibo me likh di kharabi
Mere to nasibo me likh di kharabi
Maine to sharab pi hai
Mai to hu sharabi
Tum ho kon tum ne
Tum ho kon tum ne
Mera khoon kiya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia ko wo maine diya hai.

 

Paida Karke Bhool Gaya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.