Paighaam Lyrics

in

Lyrics of Paighaam (Hindi Song) is sung by JalRaj. Paighaam is a Playful song, composed by JalRaj, with lyrics written by JalRaj.

"Paighaam" Song Details:

Label: JalRaj
Singer(s):JalRaj
Lyricist(s):JalRaj
Music Director(s):JalRaj
Genre(s):Playful
Music Label:© JalRaj

Paighaam Lyrics – JalRaj

Socha Tha Paighaam Milega
Jisme Bas Tera Naam Milega
Ishq Samajh Ke Padhne Laga
Maloom Na Tha Ilzaam Milega

Rakh Kar Sar Baahon Mein Teri
Socha Tha Aaraam Milega
Ishq Mein Tere Ghulne Laga
Maloom Na Tha Ilzaam Milega

Ho O O O O
Ho O O O O
Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa Aa

Ishq Mein Tere Jeene Laga
Marne Ka Mujhe Paighaam Milega

Main Bhatakne Hi Laga Tha
Aa Gaya Tu Saamne
Ishq Khud Se Phir Dobaara
Mujhko Karna Aa Gaya

Main Bikharne Sa Laga Tha
Aa Gaya Tu Thaamne
Sookhe Ashquon Se Nikal Kar
Phir Sambhalna Aa Gaya

Chaaha Tha Jise Jaan Se Zyaada
Badle Mein Bejaan Milega
Ishq Samajh Ke Milne Laga
Maloom Na Tha Ek Daam Milega

Socha Tha Paighaam Milega
Jisme Bas Tera Naam Milega
Ishq Samajh Ke Padhne Laga
Maloom Na Tha Ilzaam Milega

Rakh Kar Sar Baahon Mein Teri
Socha Tha Aaraam Milega
Ishq Mein Tere Ghulne Laga
Maloom Na Tha Ilzaam Milega

Ishq-E-Gunaah Ye Karne De
Aaj Mujhe Bas Marne De
Ya to Khuda Se Kehne De
Na Ye Mohabbat Rehne De

Ishq-E-Gunaah Ye Karne De
Aaj Mujhe Bas Marne De
Ya to Khuda Se Kehne De
Na Ye Mohabbat Rehne De

Paighaam Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.