Panchhi Fas Gaya Jaal Me Lyrics

in

"Panchhi Fas Gaya Jaal Me" Song Details:

Movie: Dafaa 302
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Indeevar
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Playful
Director(s):K. Shrivastava
Starring:Randhir Kapoor, Rekha, Premnath, Bindu, Ajit, Ashok Kumar, Aruna Irani, Madan Puri, Chandrashekhar, Mohan Choti, Faryal Manmohan, Gajanan Jagirdar, Roopesh Kumar, Murad, Namrata, Jagdish Raj, Asit Sen

Panchhi Fas Gaya Jaal Me Lyrics – Lata Mangeshkar

Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Khoya tha na jane kis khyal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya

Jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
Jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
Jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
Jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
Dekhe jo tarse na dekhe
Wo tarse jadu hai gori chal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya

lyricsbogie.com
Man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
Umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
Man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
Umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
Sari dunia me maje nahi
Utne jitne maje sasural me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya

Rup kisi anchal me kaise chup sakega
Suraj ye badal me kaise chup sakega
Rup kisi anchal me kaise chup sakega
Suraj ye badal me kaise chup sakega
Kon khusi khusbu ko mar pyar wala
Ham jhukte nahi kisi hal me
Panchhi fas gaya jaal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya.

Panchhi Fas Gaya Jaal Me Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *