Phoolon Jaisi Lyrics – Kalyani Menon
Ahanhai yeh kya
Aankhien yeh aankhien
Sagar se gehri yeh aankhien hai
Jhookti hai uthati hai
Sharmeeli se aankhien
Yeh aankhien sapno ki rajdhani
Saare jugnoo taare
Inse hi jagmagana seekhe
Oh ho ho
Phoolon jaisi hai yeh ladhi
Hai yeh ladki pariyon
Jaisi hai na woh ho ho
Bholi bholi khoyi khoyi
Hirani si hai yeh ladki
Komal komal yeh ladki
Sundar ladki
Nazuk nazuk yeh ladki
Leheraye toh
Mera dilsang sang
Leheraye dhadka hi jaye
Tere tann se jo aajaye
Mere tann mann
Mein bus jaye
Ooo
Tere zulf se mehki
Hui jo chahon hai
Woh hai meri manzil
Tere saare gum
Meri saari khushiyan
Ab dono ki hai hai kehta dil
Dilon jaisi hai yeh ladhi
Hai yeh ladki pariyon
Jaisi hai na woh ho ho
Bholi bholi khoyi khoyi
Hirani si hai yeh ladki
Komal komal yeh ladki
Sundar ladki
Nazuk nazuk yeh ladki
Chand pe tu main dharti pe
Thodi toh paas aaja
Dhadkan mein tu samahja
Main teregeet gaon
Yeh armaan yeh tamanna
Hai aur dil mein tu
Hai tu hai tu hai
Oh ho ho
Phoolon jaisi hai yeh ladhi
Hai yeh ladki pariyon
Jaisi hai na woh ho ho
Bholi bholi khoyi khoyi
Hirani si hai yeh ladki
Komal komal yeh ladki
Sundar ladki
Nazuk nazuk yeh ladki
Oh ho ho
Phoolon jaisi hai yeh ladhi
Hai yeh ladki pariyon
Jaisi hai na woh ho ho
Bholi bholi khoyi khoyi
Hirani si hai yeh ladki
Komal komal yeh ladki
Sundar ladki
Nazuk nazuk yeh ladki
Pariyon jaisi
Komal komal yeh ladki
Phoolon jaisi
Nazuk nazuk yeh ladki.