Prem Patra Aaya Hain Lyrics

in

"Prem Patra Aaya Hain" Song Details:

Movie: Geet (1992)
Singer(s):Kumar Sanu
Lyricist(s):Indeevar
Composer(s):Bappi Lahiri
Music Director(s):Bappi Lahiri
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Parto Ghosh
Music Label:© Tips Music
Starring:Divya Bharti, Avinash Wadhavan, Shakti Kapoor, Laxmikant Berde, Anil Dhawan
Release on:20th November, 1992

Prem Patra Aaya Hain Lyrics – Kumar Sanu

Prem patra aaya hain
Prem patra aaya hain
Usne bulaya hain
Jo naa socha tha
Kabhi aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya
Prem patra aaya hain
Usne bulaya hain
Jo naa socha tha
Kabhi aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya
Prem patra aaya hain haan
Haan usne bulaya hai

Khat mein likha hain jo
Kya yeh hakikat hain
Kya yeh hakikat hain tumhe
Mujhse mohabbat hain
Hai toh janeman kabhi
Yeh juban se bhi keh do
Keh do yeh keh do
Meri ho han tum meri ho
Are baba keh toh diya
Jo naa socha tha
Kabhi aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya
Prem patra aaya hain haan
Haan usne bulaya hai

lyricsbogie.com
Achanak yeh huwa
Kaise mere dil ko hairat hain
Kyon hairat hai
Inayat hai tumhari
Ya meharban mujhpe kismat hain
Tumhe kya lagta hain
Oh tum apne toh
Sara aalam apna hain
Maine dekha woh sach hain
Ya koyi sapna hain
Yeh sach hai sach hain
Jo naa socha tha kabhi
Aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya

Prem patra aaya hain
Haan usne bulaya hai
Jo naa socha tha
Kabhi aaj woh ho gaya
Aaj woh ho gaya
Prem patra aaya hain
Haan prem patra aaya hain
Haan haan prem patra aaya hain
Prem patra aaya hain
Prem patra aaya hain
Prem patra aaya hain.

Prem Patra Aaya Hain Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.