Pyaar Isaka Naam Hai Lyrics

in

"Pyaar Isaka Naam Hai" Song Details:

Movie: Ahankaar
Singer(s):Sadhana Sargam
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Anu Malik
Music Director(s):Anu Malik
Genre(s):Love
Director(s):Ashim Samanta
Music Label:© Ultra Series
Starring:Mithun Chakraborty, Mamta Kulkarni, Mohnish Bahl, Prem Chopra, Gulshan Grover
Release on:8th August, 1995

Pyaar Isaka Naam Hai Lyrics – Sadhana Sargam

Shaam piya ki bansi ke
Bin kya raadha ka geet
Shaam piya ki bansi ke
Bin kya raadha ka geet
Naina tujhako dhund rahe hai
O mere manmeet

Main dafali bajaayunga
Baja baja baja
Baja dafali baja
Tera saath nibhaayunga
Nibha nibha nibha
Nibha saath nibha
Main dafali bajaayunga
Tera saath nibhaayunga
Majbur hoon
Main tu ghum na kar
Main aankhon se gaayunga
Main aankhon se gaayunga
Ga baja ga dafali baja

lyricsbogie.com
Na sona na chaandi na
Paise ka yeh kaam hai
Na sona na chaandi na
Paise ka yeh kaam hai
Dil ka sauda karana hai toh
Karana hai toh pyaar
Is ka naam hai
Dil ka sauda karana hai toh
Karana hai toh pyaar
Is ka naam hai
Ho pyaar is ka naam hai

Teri dafali pe dil yeh khole
Meri paayal bhi yeh bole
Pyaar bhara har puja
Pyaar jahan nahi koi duja
Sabse pehale raam bana tha
Phir iss pyaar ka naam bana tha
Chanda suraj phool sitaare
Usake baad bane phir saare
Na mehandi na doli na
Kaaje ka yeh kaam hai
Na mehandi na doli na
Kaaje ka yeh kaam hai
Dil ka sauda karana hai toh
Karana hai toh pyaar
Is ka naam hai
Haan pyaar is ka naam hai

Pyaar magar hota hai kaise
Pyaar kiya toh jaana aise
Patjhad saawan ban jaata hai
Saawan patjhad ban jaata hai
Maine pyaar ko pehan liya hai
Prem chunar ko odh liya hai
Isake aage hai chup rehana
Abb kya sunana abb kya kehana
Na waado na kasmo
Na rasmo ka yeh kaam hai
Na waado na kasmo
Na rasmo ka yeh kaam hai
Dil ka sauda karana hai toh
Karana hai toh
Pyaar is ka naam hai
Haan pyaar is ka naam hai

Main dafali bajaayunga
Tera saath nibhaayunga
Main dafali bajaayunga
Tera saath nibhaayunga
Majbur hoon
Main tu ghum na kar
Main aankhon se gaayunga
Main aankhon se gaayunga

Na sona na chaandi na
Paise ka yeh kaam hai
Na sona na chaandi na
Paise ka yeh kaam hai
Dil ka sauda karana hai
Toh pyaar is ka naam hai
Pyaar is ka naam hai
Pyaar is ka naam hai
Pyaar is ka naam hai.

Pyaar Isaka Naam Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.