Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani Lyrics

in

"Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani" Song Details:

Movie: Bilwamangal
Singer(s):Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyricist(s):Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s):Bulo C. Rani
Music Director(s):Bulo C. Rani
Genre(s):Playful
Director(s):D. N. Madhok
Music Label:© Saregama
Starring:Ulhas, Suraiya, Asha Mathur, C. H. Atma, Nirupa Roy

Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani Lyrics – Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Bachpan bita aayi jawaani
Sar se gathariyaa le ke
Gathhri kholi wo muskaayi
Dard anokhe de ke

Pyaar ki pir suhaani
Suhaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani
Pyaar ki pir suhaani
Suhaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani

lyricsbogie.com
Mitha mitha dard suhaaye
Dard bina mohe
Chain na aaye chain na aaye
Mitha mitha dard suhaaye
Dard bina mohe chain na aaye
Chain na aaye aur zara sa de de
O dene waale teri meharbaani re
Sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani

Pyaar mein tan man
Phunk phunk jaaye
Pyaar mein tan man
Phunk phunk jaaye
Jyun jyun ho ho
Jyun jyun jaloon mazaa aaye
Saanch kaho ji kisne sikhayi
Saanch kaho ji kisne sikhayi
Aisi aag lagaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani
Pyaar ki pir suhaani suhaani
Sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani.

Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.