Pyala Honthon Tak Pahuncha To Lyrics

in

"Pyala Honthon Tak Pahuncha To" Song Details:

Movie: Duniyadari (1977)
Singer(s):Anwar Hussain, Khan Sahab, Mohammed Rafi, Nasim Chopra, Shobha Gurtu
Lyricist(s):M. G. Hashmat
Composer(s):Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s):Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s):Qawwali
Director(s):Ram Kelkar
Starring:Parikshat Sahni, Nutan, Aruna Irani, Vinod Mehra

Pyala Honthon Tak Pahuncha To Lyrics – Anwar Hussain, Khan Sahab, Mohammed Rafi, Nasim Chopra, Shobha Gurtu

lyricsbogie.com
Ishk mein tere hue sharabi
Bin piye na sham kate
Pyas ke mare hum bhi tadpe
Mahfil mahfil jam bate
Pyala hothon tak pahuncha to
Pyala hothon tak pahuncha to
Saki ne najar se dob diya
Hum pyas bujhane wale the
Hame peene se kyu rok diya
Pyala hothon tak pahuncha to
Pyala hothon tak pahuncha to
Pyala hothon tak pahuncha to

Pag mein payal nak mein nathni
Mang mein saje sitare hai
Ghunghru banke husn ke pag me
Arman bandhe hamare hai
Aankh palat ke jhatak ke julfe
Teer jigar pe mare hai
Marte ki bate karte hai
Jine ki ada ye na jane
Ye aankh wale andhe hai
Andar ki baat na pahchane
Challe ki chalawat dekhte hai
Ungli ki nachawat na dekhe
Pahuchegi kadawat mein
Thumke si lagawat na dekhi
Meri ang ang me bijli hai
Bijli ki bahawat na dekhe
Bijli kab paida hoti hai
Jab josh mein saje takraye
Do barf ke tukde fut pade
Aur pani banke bah jaye

Hum pyas ke mare badal hai
Jo dil ko dabaye baithe hai
Kabhi dariya banke bahne do
Kabhi dariya banke bahne do
Kuche mein samaye baithe hai
Jab dil takrane wale the
Jab dil takrane wale the
Kya soch ke dil ko rok liya
Hum pyas bujhane wale the
Hame pine se kyu rok diya
Pyala hothon tak pahuncha to
Pyala hothon tak pahuncha to
Saki ne najar se dob diya
Hum pyas bujhane wale the
Hame peene se kyu rok diya.

Pyala Honthon Tak Pahuncha To Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.