Pyar Jab Tumne Kiya Lyrics

in

"Pyar Jab Tumne Kiya" Song Details:

Album/Label: Kashish (2006)
Singer(s):Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Lyricist(s):Hasrat Jaipuri
Composer(s):Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Music Director(s):Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Fontana India
Starring:Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain
Release on:19th September, 2006

Pyar Jab Tumne Kiya Lyrics – Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro

lyricsbogie.com
Ab zamane mein mohabbat
Ka kahin naam nahi
Ab zamane mein mohabbat
Ka kahin naam nahi
Main kahan jaaun zara
Tum hi batana yaaro
Main kahan jaaun zara
Tum hi batana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne

Main tumhare hi khayalo
Mein kahin khoya hun
Main tumhare hi khayalo
Mein kahin khoya hun
Khud hi mojud nahi
Phir kabhi aana yaaro
Khud hi mojud nahi phir
Kabhi aana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne

Yaad rakhna usse ulfat ke
Fasane ki tarah
Yaad rakhna usse
Yaad rakhna usse ulfat ke
Fasane ki tarah
Kahin bhul na jaana yaaro
Apne hasrat ko
Kahin bhul na jaana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro.

Pyar Jab Tumne Kiya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.