Pyar Karna Hai Lyrics

in

"Pyar Karna Hai" Song Details:

Movie: Major Saab (1998)
Singer(s):Alka Yagnik, Anand Raaj Anand
Lyricist(s):Anand Raaj Anand, Dev Kohli
Composer(s):Anand Raaj Anand
Music Director(s):Anand Raaj Anand
Genre(s):Love
Director(s):Tinnu Anand
Music Label:© T-series
Starring:Amitabh Bachchan, Ajay Devgn, Sonali Bendre, Nafisa Ali, Mohan Joshi, Ashish Vidyarthi, Shahbaaz Khan, Navin Nischol, Mushtaq Khan, Rakhee Malhotra, Dinesh Hingoo, Vikas Anand, Manish Garg
Release on:26th June, 1998

Pyar Karna Hai Lyrics – Alka Yagnik, Anand Raaj Anand

Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Ha karna hai karna
Hai pyar tumse karna hai
Bazi hai dil ki bazi me dil ki
Bazi mein dil ki
Zamane se kya darna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai

lyricsbogie.com
Pyar mein jeena aata hai
Hume pyar mein marna aata hai
Pyar mein jeena aata hai
Hume pyar mein marna aata hai
Rok nahi sakta koi
Hume had se gujarna aata hai
Chudiya jo pehanugi
To piya ji ke hath se
Premi na dare hai
Na darenge kisi bat se
Sun le zamana
Sun le zamana
Sun le zamana hume
Sang jeena marna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai

Roz subha uthke
Maine jab jab hatho ko dekha hai
Ha roz subha uthke
Maine jab jab hatho ko dekha hai
Dekha hai in hatho
Me apne hi milan ki rekha hai
Doli jo uthegi to
Uthegi tere naam ki
Mehandi jo lagegi
To lagegi tere naam ki
Wada ye wada,
Wada ye wada
Wada ye humko
Sanam pura karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai

Aashiq to deewane hote
Hai wo kya duniya ki sochenge
Aashiq to deewane hote
Hai wo kya duniya ki sochenge
Wo sochenge to bas
Itna manjil pe kiase pehunchege
Pyar karna aur darna
Humne ye sikha nahi
Yaar ko dekha hai
Jabse aur kuch dekha nahi
O milke rahenge,
Milke rahenge kar le zamana
Zamane ko jo karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Bazi hai dil ki bazi mein dil ki
Bazi me dil ki zamane
Se kya darna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai.

Pyar Karna Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.